https://go.ad2upapp.com/afu.php?id=1108231 TOP 100+ Happy New Year Shayari in Hindi 2017 - Hindi Shayari | Hindi Evar Info - Online Blogging & Internet Ki Jankari Hindi Me

TOP 100+ Happy New Year Shayari in Hindi 2017 - Hindi Shayari

Jald hi hamare Darvaje par Naya year 2017 ka Dastak aane bala hai. Hum 2016 ke 12 mahine ke lambe mahine ke baad hum 2017 me pravesh karne bale hai.Apka welcome.Koi Naya Saal hamare Life me nayapan lata hai. Poorana varsh jald hi jane bala hai Aur naye saal Door sabhi niyantran apne hath me le jayege.Yaha hame Time ke ghadi ke pass lekar jayega.  Aur Hamare liye agle aane bale naye 12 mahine hoge. Yaha Saal hame sahas se bada Sapna hai. Aur sapna dekhne ke liye bhi naya sall aane bala hai. Apko new year mubarak ho.Naya sall hame kuch naya karne ki prerna deta hai.Happy New year 2017 advance to all.








Main Is post me Yaha Happy new year 2017 ke liye HD Wallpeper,Images,New year ouates,SMS,Syari Etc Ko apne saiyogi,dosto,ristedaro,Paribaro aur paribal ke anay sadasyo ko bhej sakte hai.happy new year 2017 ki shayri,quates,hd wallpeper,imges etc ka best store hai.


Khuda kare ke naya saal apko ras Aa jaye.
Jise aap chahte ho bo apke pass Aajaye.
Aap sara saal kanvale na rahe.
Apka rista le kar apki saans Aajaye.
Naye Saal 2017 ki Subhkamnaye. 



Socha Kisi Apne se baat kare.
Apne kisi ko yaad kare.
Kiya jo faisla naye saal ki subhkamnaye dene ka.
Dil na kaha kyu na shuruaat apse kare.
Naye saal 2017 ki shubkamnaye.





Is riste ko u hi banaye rakhna.
Dil me yado ke chirag jalaye rakhna.
Bahut pyara safar raha 2016 ka...
Bus aesa hi sath 2017 me bhi banaye rakhna.
Naye varsh ki shubkamnaye.



Bhool jayo bite hue kal ko.
Dil me basalo aane bale kal ko.
Muskurao chahe jo bhi ho bo pal.
Khusiya lekar aayega aane bala kal.
Naye saal 2017 ki shubkamnaye.



Hum apke dil me rahte hai.
Sare dard apke sahte hai.
Koi hum se pahle Wish na kar de apko.
Is liye sabse pahle HAPPY NEW YEAR kahte hai.






Kya Bharosa mobile ka.
Battrey ka,Charger ka.
Network ka, Balance ka.
Life ka, Time ka.
Is liye meri taraf se
Advance me "Naya sall mubarak"



Beet gaya jo saal bhool jaye.
Is naye saal ko gale lagaye.
Karte hai hum Dua Rab se sir jhuka kar.
Is saal ke sare sapne poore ho apke
Naye varsh ki bahut-bahut shubkamnaye.



Sada door raho gam ki parchaiyo se.
Samna na ho kabhi tanhaiyo se.
Har armaan har khvab poora ho apka.
Yahi dua hai dil ki gahraiyo se.
Naye varsh ki shubkamnaye.





Ye fhool ye khusboo ye bahar.
Tumko mile ye sab uphaar.
Aasma ke chaad aur sitare.
In sab se tum karo shrengaar.
Tum khus raho aavaad raho.
Khusiya ka ho aesi fhuhar.
 Hamari aesi dua hai hajar.
daaman tumhara chota par jaye.
Jivan me mile tumhe itna pyaar


Is naye saal me.
Jo tu chahe bo tera ho.
Har din khubsoorat Aur rate roshan ho.
Kamiyabi chumte rahe tere kadam hamesha yaar.
naya saal mubarak ho tuje mere yaar.


Kabhi hasati hai kabhi rulati hai.
Ye zindgi bhi na kitne rang dekhati hai.
Haste hai to bhi ankho me nami aa jaati hai.
Na jaane ye kaisi yadde hai jo dil me bas jati hai.
Dua karte hai is naye saal ke avsar par.
Mere dosto ke labo par sada muskaan rahe.





Fool khilenge gulshan mein Tab khubsurati nazar aayegi Beete saal ki khatti meethi Yaade hi bas sang rah jayengi Aao jashan manate hai Naye saal ka saath milkar, Naye saal ki pahli subah hi Khushiyaan jo anginat layegi.

IHope apko ye shayri,Quates,Imges,HD Wallpepar,SMS Etc. Achchi lagi hogi.Yadi apke pass bhi happy new year se releted koi shayri,Quates,SMS,HD Wallpepar etc ho to comment box me likh bheje.Hum Usse hamari post me dovara publish karege Aur bo bhi apke Name Aur Photo ke sath.Comment me apna mo. no. jarur likhe.Taki hum apse Contect kar sake.Thanks.
Share on Google Plus

About Lakshya Narbariya

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment

यदि आपको इस वैबसाइट पर सारे टॉपिक या पोस्ट नहीं मिल रही है तो आप हमारी वैबसाइट के पेज { Sitemap } मे जा सकते है,
Owner: Lakshya Narbariya